Posts

Showing posts from December, 2020

Image formation by a concave mirror // avatal darpan ke dawara pratibimb kaise banta h

Image
Concave mirror ke samane alg alg position me object rkhane pr image v alg alg position me banata h tatha uski image ki size , image ka sthan v alg alg hota h . 1) ydi object focus aur pole ke bich ho To image kalpnik (imaginary ), sidha (erect ) ,vastu se bada (magnified ) prapt hota h . Image darpan ke piche banata h . 2) ydi object focus pr ho to image anant (infinity ) pr bhut bada ,ulta ,aur vastavik (real ) banati h . 3)ydi object focus aur centre of curvature ke bich ho to image image centre of curvature aur infinity ke bich ulta ,bastu se bda tatha real image banata h . 4) ydi object centre of curvature pr rakha jaye to image vhi yani centre of curvature pr hi ulta ,vastavik tatha object ke barabar size me banta h . 5) ydi object infinity pr ho to parallel image mirror se reflect hokar focus pr ulta ,bastu se chota (diminished ) tatha vastavik image prapt hoti h .   👉  For more knowledge please visit my you tube chanel